तरसि हुइ हैं मुद्दत से आन्खें - The Indic Lyrics Database

tarasii hu_ii hai.n muddat se aa.Nkhe.n

Lyricist - Anjum Pilibhiti | Singer - Ashok Kumar  | Music Director - Rafiq Ghaznavi  | Movie - Najma  | Year - 1943

View in native script

teraa khilaunaa TuuTaa baalak

teraa khilaunaa TuuTaa

hai.n qisamat ne luuTa tujhako

hai.n qisamat ne luuTa

teraa khilaunaa TuuTaa

gagan pe baiThakar khel niraalii

khele khelanahaar

dekho logo.n kaThaputalii kaa

naaTak hai.n sa.nsaar

ham tum hai.n sab khel khilaune

miThe ka.Dave aur salone

khelo bachcho.n le lo bachcho.n

do kau.Dii me.n bikataa hai inasaan

le lo bholaa saa bhagawaan

le lo bhuKaa hi.ndustaan

le lo ye ##made in Japan##

ye hai lalluu ye hai gyaaN

ye hai kalluu ye hai praaN

tuu kyuu.N rotaa cha.ndarbhaan

maa ne piiTaa merii jaan

na ho ro ro ke halakaan

tuu hai bhaarat ke sa.ntaan

le le tuu ye tiir kamaan

mere pyaare pahalawaan

bachaale apane ghar kii shaan

pii le bii.Dii khaa le paan

mere khilaune do do aane

khelo bachcho.n le lo bachcho.n

laayaa huu.N kaagaz kaa gulabuuTaa

teraa khilaunaa TuuTaa

teraa khilaunaa TuuTaa baalak

teraa khilaunaa TuuTaa

hai.n qisamat ne luuTa tujhako

hai.n qisamat ne luuTa

teraa khilaunaa TuuTaa

gagan pe baiThakar khel niraalii

khele khelanahaar

dekho logo.n kaThputalii kaa

naaTak hai.n sa.nsaar