दो ज़ुल्मी नैनां मार गए - The Indic Lyrics Database

do zulmii nainaa.n maar gae

Lyricist - D N Madhok | Singer - S D Batish  | Music Director - Amarnath | Movie - Aai Bahar | Year - 1946

View in native script

duniyaa me.n har kisii kii qismat judaajudaa hai

ek motiyo.n se khele ek Kaak me.n milaa hai

ek wo hai jo maze se phuulo.n pe so rahaa hai

aur duusaraa bichaaraa kaaTo.n pe ro rahaa hai

ajii tum hii kaho ye kaisaa insaaf ho rahaa hai

duniyaa me.n har kisii kii

paisaa hai paas jis ke duniyaa hai us ke bas me.n

duniyaa usii ko maane jo khaaye.n jhuuTii qasme.n

ajii tum hii kaho samajh kar achchhii hai.n kyaa ye rasme.n

duniyaa me.n har kisii kii

sab ek jagah pe baiThe har koii ek saaraa

uu.Nchaa na koii niichaa chhoTaa ho naa ba.Daa ho

ban jaaye saarii duniyaa ek ghar to kyaa mazaa hai

duniyaa me.n har kisii kii