ग्म्द:दो बिछड़े हुए - The Indic Lyrics Database

do bichha.De hue dil

Lyricist - Shakeel | Singer - Lata, G M Durrani  | Music Director -  Ghulam Mohammad  | Movie - Shair  | Year - 1949

View in native script

ka: duniyaa hamaare pyaar kii yuu.N hii javaa.N rahe

la: mai.n bhii vahii.N rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe



la: do din kii zi.ndagii hai ise yuu.N guzaar de

uja.Dii huii ye pyaar kii raahe.n sa.Nvaar de

ham tum yahaa.N rahe naa rahe is kaa Gam nahii.n

lekin hamaare pyaar kaa baakii nishaa.N rahe

mai.n bhii vahii.n rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe

ka: duniyaa hamaare pyaar kii yuu.Nhii javaa.N rahe

la: mai.n bhii vahii rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe



ka: duniyaa me.n chho.D jaaye.nge ham vo nishaaniyaa.N

ban jaaye.ngii jo pyaar kii miiThii kahaaniyaa.N

do: duniyaa hamaare baad hame.n yuu.N karegii yaad

do pyaar karane vaale hai.n par ek jaa.N rahe

mai.n bhii vahii.n rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe

duniyaa hamaare pyaar kii yuu.Nhii javaa.N rahe

mai.n bhii vahii.n rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe

duniyaa hamaare pyaar kii