काहे कोयल शोर मचाये रे मोहे अपना कोई याद आये रे - The Indic Lyrics Database

kaahe koyal shor machaaye re

Lyricist - Behzad Lucknowi | Singer -  Shamshad  | Music Director - Ram Ganguli  | Movie - Aag | Year - 1948

View in native script

kabhii pa.nghaT pe aa jaa

mere sapano.n ke raajaa

aa jaa, aa jaa

kabhii panghaT pe aa jaa

jise chaahuu.n mai.n paanii pilaa duu.n

mai.n paanii pilaa duu.n

use duniyaa kaa sab kuchh bhulaa duu.n

main sab kuchh bhulaa duu.n

tere hosh bhii ga.Nvaa duu.n

zaraa nain to milaa jaa

kabhii pa.nghaT pe aa jaa

merii gagrii se pii lo paanii

aa ke jaa_e naa usakii javaanii

paanii piine ke bahaane

dil kii pyass to bhujaa jaa

kabhii pa.nghat pe aa jaa

tere liye mai.n pa.nghaT pe aa_uu.n

paniyaa.n bharan kaa bahaanaa banaa_uu.n

kahii.n dekhe na zamaanaa

raajaa chorii chorii aajaa

kabhii pa.nghat pe aa jaa