किसको सुनायें हाल-ए-दिल - The Indic Lyrics Database

ham ko tumhaaraa hii aasaraa

Lyricist - Moti | Singer - Rafi, Lalita Dewoolkar / Rafi  | Music Director - C Ramchandra  | Movie - Saajan  | Year - 1947

View in native script

amii : har din hai nayaa

ha haa haa haa ha haa

har din hai nayaa, har raat niraalii hai

asho : tuu hai dil me.n to roz diiwaalii hai

amii : har din hai nayaa

asho : ha haa haa haa ha haa

sunasaan ghanaa ja.ngal

amii : man hai Dar se cha.nchal

asho : o cha.nchal nadiyaa, tuu pyaase ke paas kahaa.N aa_ii

cha.nchal nadiyaa, tuu pyaase ke paas kahaa.N aa_ii

amii : nadiyaa ko pyaase piyaa kii

asho : priit bulaa laa_ii

ja.ngal kii Dagariyaa kaa.NTo.n waalii hai

amii : tuu hai dil me.n to roz diiwaalii hai

har din hai nayaa

asho : raat khilii kii, chaa.Nd sii sundar

pyaar bharii tum kaun

tum kaun

amii : mai.n terii diiwaanii

prem bhii paa re, bole shikaare

bhed bhare tum kaun

asho : mai.n raajaa, tum raanii, tum raanii

amii : bharapuur chaman hai rut matawaalii hai

asho : tuu hai dil me.n to roz diwaalii hai

amii : o ho o o o o

ho gaur kiyaa to or

ho gaur kiyaa to pyaaraa hai kaalii

asho : tum ho merii aa.Nkho.n kii ujiyaalii

amii : chupakechupake baate.n hotii.n, chupake hotaa pyaar

chupake hotaa pyaar

asho : isii tarah anajaan me.n banataa hai nayaa sa.nsaar

amii : aa aa

do : banataa hai nayaa sa.nsaar

ham do pa.nchhii bas ek hii Daalii hai

tuu hai dil me.n to roz diiwaalii hai

har din hai nayaa