उम्मीदों का तारा - The Indic Lyrics Database

ummiido.n kaa taaraa qisamat se

Lyricist - Anjum Pilibhiti | Singer - Suraiya  | Music Director -  Sajjad Hussain  | Movie - Eighteen Fifty Seven/ 1857  | Year - 1946

View in native script

us dil kii qismat kyaa kahiye

us dil kii qismat kyaa kahiye

jis dil kaa sahaaraa koii nahii.n

bedard zamaane kyaa terii

bedard zamaane kyaa terii mahafil me.n hamaare koii nahii.n

bedard zamaane

is Gam kii raat ke aa.Nchal me.n,vaise to hazaaro.n taare hai.n

vaise to hazaaaro.n taare hai.n

banajaaye jo aas musaafir kii

banajaaye jo aas musaafir kii aisaa hii sitaaraa koii nahii.n

bedard zamaane

ulfat ke chaman me.n aii naadaa.n

ulfat ke chaman me.n aii naadaa.n kyuu.N Dhuu.NDh rahaa hai kaliyo.n ko

yahaa.N Gam ke kaa.NTe uThatechubate? hai.n

yahaa.N Gam ke kaa.NTe uThate hai.n, phuulo.n kaa nazaaraa koii nahii.n

bedard zamaane