मोहे मेरा बचपना - The Indic Lyrics Database

mohe meraa bachapanaa laa de

Lyricist - D N Madhok, Shakeel | Singer - Suraiya, Chorus  | Music Director - Ghulam Mohammad  | Movie -  Kajal  | Year - 1948

View in native script

more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii
ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar

saiyaa.N jii ne bhejii chunarii
ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar

sun-sun rii chunariyaa malamal kii -2
tose kahuu.N mai.n balam jii kii baat kal kii -2
chorii-chorii chhe.D gaye man ke wo taar -2

ra.nguu.n me.n ise pyaar ke ra.ng Daar
saiyaa.N jii ne
more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii
ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar

ko : (ab aa_ii ab aa_ii basant rut aa_ii
yaad aaye yaad aaye haay wo harajaa_ii ) -2

zo : koyal bole kuu-kuu me.n more jiyaa kii pukaar -2

ra.nguu.n me.n ise pyaar ke ra.ng Daar
saiyaa.N jii ne
more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii
ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar

daGaa de ke chale na jaanaa auro.n ke sa.ng -2
teraa uu.Nchaa u.De re more sai.nyaa pata.ng -2
mar jaa_u.Ngii denaa naa mohe birahaa kii maar -2

ra.nguu.n me.n ise pyaar ke ra.ng Daar
saiyaa.N jii ne
more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii
ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar

jiyaa bole jiyaa bole sajan ghar jaanaa
zo : more nainaa more nainaa kahe sajan aa naa ) -2
##male## : jiyaa lage kahii.n naa ab do din hamaar -2

zo : ra.nguu.N me.n ise pyaar ke ra.ng Daar
saiyaa.N jii ne
more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii
ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar