चोला चोला - The Indic Lyrics Database

Chola Chola

Lyricist - Mehboob | Singer - Vishal Mishra, Swagat Rathod | Music Director - A.R. Rahman | Movie - PS-1 (Ponniyin Selvan: I) | Year - 2022

Song link

View in native script

Thir thir thir thirke Gagan chhuye sar sar sar sar se Parcham ude far far far far se Aaye hai veer har ghar ghar ghar se Shaheedon ka jashn hai jashn hai Naman hai naman hai Kbhi uthe kabhi gire jung mein hoke gum, Rang mein jeet ke range hum tum Tere aage har koyi jhuka Koyi jhuka chola chola Tere kadmon mein rakhun zara Rakhun zara duniya duniya Himmat gairat Dono aankhein hain sheron ki Aaja yodha Rahe na nishani dushmano ki Thir thir thir thirke Gagan chuve sar sar sar sar se Parcham udde far far far far se Aaye hai veer har ghar ghar ghar se Shaheedon ka jashn hai jashn hai Naman hai naman hai Kabhi uthe kabhi gire jung mein hoke gum Rakht mein jeet ke range hum tum Zara zara sa khumar hai Sawaar hai jeet ke par pe Kayi kayi khwahishein bhi hain Junoon hai apne sar pe Ho maati ko seechun lahu se Yeh swarg bachaun sabu se Par nashe mein jhoom ke deewana Are tujhe pukare haseena re Maati ko seechun lahu se Yeh swarg bachaun sabu se Par nashe mein jhoom ke deewana Are tujhe pukare haseena re Sundari Teri nigahon ke vaar chale hain Yahan wahan ghav lage Bhare hain saare ghav tann pe jung ke Mite nahi hai jo tune diye mann pe Iska bhi hai nasha Prem ras piye jaa piye jaa Magar dagmagana mat re Kabhi chhuthe na talwarein yeh Nahi sher mat rukna re Khumar hai sawaar hai jeet ke par pe Kayi kayi khwahishein bhi hain Junoon hai apne sar pe Is dharti ka dekha tha sapna Dushman ko kiya para para para Humne maut ko bhi nachaya hai ho Jiska sar jhuka maaf kiya Jo khanjar tana saaf use kiya kiya Mudd kar jo chala jaane diya re ho Cholo ka yeh tareeka hai Iss par hi ab chalna hai Dharti se leke to gagan tak Iska hi bolbala hai Thir thir thir thirke Gagan chuve sar sar sar sar se Parcham udde far far far far se Aaye hai veer har ghar ghar ghar se Shaheedon ka jashn hai jashn hai hai Naman hai naman hai hai Kabhi uthe kabhi gire jung mein hoke gum Rakht mein jeet ke range hum tum