मेरे लिये वो ग़म-ए-इंतज़ार छोड़ गये - The Indic Lyrics Database

mere liye vo Gam e i.ntazaar chho.D gaye

Lyricist - Behzad Lucknowi | Singer - Lata / Meena Kapoor  | Music Director - Anil Biswas  | Movie -  Anokha Pyar | Year - 1948

View in native script

mere sipahiyaa hamaarii galii a_iyo

tumhe.n merii kasam hai tumhe.n merii kasam

yuu.N na jaanaa sipahiyaa ruuThruuTh ke

terii yaad me.n ro_uu.Ngii phuuTphuuT ke

ai jii naazuk ye dil ko na luuTluuT ja_iyo

tumhe.n merii kasam hai tumhe.n merii kasam

chi : tere bol jaise bakare kii byaa_u.Nbyaa_u.N

terii baate.nhai.n kauwe kii kyaa_u.Nkyaa_u.N

arii kaahe ko muft me.n tuu Tyaa_u.NTyaa_u.N kar ra_iyo

tumhe.n merii kasam hai tumhe.n merii kasam

sha : tere baNDalo.n kaa charchaa hai gharghar

aur ha.Nsii aatii hai raat bharbhar

ajii baatbaat par TarTar kyuu.N karate ra_iyo

tumhe.n merii kasam hai tumhe.n merii kasam

chi : ab kabhi na sataa_u.N piichhaa chho.Dchho.D

ab kabhi na

ab kabhi na sataa_u.N piichhaa chho.Dchho.D

sha : mujhase maafii maa.Ng le haath jo.Djo.D

chi : ajii mai.n to kadamo.n pe tere so.Dso.D ra_iyo

tumhe.n merii kasam hai tumhe.n merii kasam

sha : mere sipahiyaa hamaarii galii a_iyo

tumhe.n merii kasam hai tumhe.n merii kasam