तेरे हर कदम पे - The Indic Lyrics Database

Tere Har Kadam Pe

Lyricist - Rajendra Krishan | Singer - Shabbir Kumar | Music Director - Laxmikant Pyarelal | Movie - Aag Ka Dariya | Year - 1953

Song link

View in native script

Tere har kadam pe Guldista jhuk gaye Tere har kadam pe Guldista jhuk gaye Ye hai dilo ke rishte Insan kya frishte Mujhse ye kah gaye Sar ki baat kya hain Aasta jhuk gayi Sar ki baat kya hain Aasta jhuk gayi Sar ki baat kya hain Aasta jhuk gayi Tere har kadam pe Guldista jhuk gaye Teri aankh ke isare Tere husan ke sahare Meri zindagi jawaan hain Meri zindagi jawaan hain Ye lachak teri kamar ki Ye ada teri nazar ki Kisi aur mein kaha hain Kisi aur mein kaha hain Dekha jidhar bhi tumhe Karva ruk gaye Dekha jidhar bhi tumhe Karva ruk gaye Tere har kadam pe Guldista jhuk gaye Ye mohani si surat Hai sadagi ki murat Jo socho to gajab hai Ye yuhi ruth jana Ye yu hi muskurana Ye khel bhi ajab hain Ye khel bhi ajab hain Abi dur ka safar hain Hum kaha ruk gaye Abi dur ka safar hain Hum kaha ruk gaye Tere har kadam pe Guldista jhuk gaye Ye nayi nayi javani Koi ansuni kahani Mere dil se kah rahi hain Mere dil se kah rahi hain O muje lag raha hai aise Teri chal hai ya jaise Koi nav bah rahi hain Koi nav bah rahi hain Ye ravani dekhne ko Do jaha ruk gaye Ye ravani dekhne ko Do jaha ruk gaye Ye hain dilo ke rishte Insan kya frishte Mujhse ye kah gaye Sar ki baat kya hai Aasta jhuk gayi Sar ki baat kya hain Aasta jhuk gayi Tere har kadam pe Guldista jhuk gaye.