गोरिया उसकी दीवानी - The Indic Lyrics Database

Goriya Uski Deewani

Lyricist - Rajendra Krishan | Singer - Asha Bhosle | Music Director - Laxmikant Pyarelal | Movie - Aag Ka Dariya | Year - 1953

Song link

View in native script

Goriya uski deewani jiski Pocket garam garam Goriya uski deewani jiski Pocket garam garam Pocket garam garam O jiski pocket garam garam Goriya uski deewani jiski Pocket garam garam Are batva kholo note dikhao Chodo sharam varam Goriya uski deewani jiski Pocket garam garam O goriya uski deewani jiski Pocket garam garam Apni apni garaj ka sauda Apni apni garaj ka sauda Isme kya hain dokha Isme kya hain dokha Are ismein kya hain dokha Hoga vo nadan jo chhode Hath mein aaya mauka Chadi jawani ki nadiyio ko Bolo kisne roka Husann ki khatir bik jate hain Bade bado ke dharm O muniya uska bhar pani Jiski pocket garam garam O muniya uska bhar pani Jiski pocket garam garam Pocket garam garam Are pocket garam garam O jiski pocket garam garam Batva kholo note dikhao Aji chodo sharam varam O goriya uski deewani jiski Pocket garam garam Traha traha ke khel yaha hain Traha traha ke vele Ek raat mein mit jate hain Din ke lakh jhmele Din ke lakh jhmele Aji din ke lakh jhmele Isi lia to door door Se aate hain albele Kam yaha kya uska Jeb ho jiski naram naram Jani main to uski rani Jiski pocket garam garam O jani main to uski rani Jiski pocket garam garam Are pocket garam garam O jiski pocket garam garam Batva kholo note dikhao Aji chodo sharam varam O goriya uski deewani jiski Pocket garam garam.