आदमी सड़क का - The Indic Lyrics Database

Aadmi Sadak Ka

Lyricist - Verma Malik | Singer - Mohammed Rafi | Music Director - Ravi Shankar Sharma | Movie - Aadmi Sadak Ka | Year - 1977

Song link

View in native script

Koyi kaam nahi hain Mushkil jab kiya iraada pakka Ke main hun aadami sadak ka Ke main hun aadami sadak ka Koyi kaam nahi hain Mushkil jab kiya iraada pakka Ke main hun aadami sadak ka Ke main hun aadami sadak ka Mohabbat mera dharam imaan hain Mohabbat mera dharam Imaan hain meri jaat Toh sirf insaan hain Wahi jisne banaaye Hain dono jahaan Wahi jisne banaaye Hain dono jahaan Woh mera raam hain Mera rehmaan hain Sir jhukaaya toh dekhi Kaashi aur sajda kiya toh makka Ke main hu main hu Main hu aadmi sadak ka Koyi kaam nahi hain Mushkil jab kiya iraada pakka Ke main hun aadmi sadak ka Ke main hun aadmi sadak ka Piche hat jaau yeh Maine sikha nahi Piche hat jaau yeh Maine sikha nahi hogi manzil Kaha yeh bhi socha nahi Jab bada hausla phat gaya phaasla Jab bada hausla phat gaya phaasla Rokne se kisi ke main rukta nahi Himmat hi mera tanga Himmat hi mera ekka Ke main hun main Hun aadmi sadak ka Koyi kaam nahi hain Mushkil jab kiya iraada pakka Ke main hun aadami sadak ka Ke main hun aadami sadak ka Ek sadak hain yeh Insaan ki zindagi Ek sadak hain yeh Insaan ki zindagi Isake har mode par Miltey gam aur khushi Jo bhi ghabraaya woh Reh gaya raah mein Jo bhi ghabraaya woh Reh gaya raah mein Aur gaya jo usi ko Hain manzil mili Thokar ko maari thikar Aur dhakke ko maara dhakka Ke main hun main Hun aadmi sadak ka Koyi kaam nahi hain Mushkil jab kiya iraada pakka Ke main hun aadmi sadak ka Ke main hun aadmi sadak ka.