जाने न नज़र पहचाने - The Indic Lyrics Database

Jane Na Nazar Pehchane

Lyricist - Hasrat Jaipuri | Singer - Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Music Director - Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi | Movie - Aah | Year - 1953

Song link

View in native script

Jaane na nazar pehachaane jigar
Ye kaun jo dil par chhaaya
Mera ang ang muskaaya
Mera ang ang muskaaya
Jaane na nazar pehachaane jigar
Ye kaun jo dil par chhaaya
Mera ang ang muskaaya
Mera ang ang muskaaya

Aawaaz yeh kiski aati hai
Jo chhed ke dil ko jaati hai
Aawaaz yeh kiski aati hai
Jo chhed ke dil ko jaati hai
Main sun ke jise sharma jaau
Hai kaun jo mujh mein samaaya
Mera ang ang muskaya
Mera ang ang muskaya
Jaane na nazar pehachaane jigar
Ye kaun jo dil par chhaaya
Mujhe roz roz tadapaaya
Mujhe roz roz tadapaaya

Dhudenge usse hum taaro mein
Saawan ki thandi bahaaro mein
Dhudenge usse hum taaro mein
Saawan ki thandi bahaaro mein
Par ham bhi kisi se kam toh nahi
Kyon rup ko apne chhupaaya
Mujhe roz roz tadapaaya
Mujhe roz roz tadapaaya
Jaane na nazar pehachaane jigar
Ye kaun jo dil par chhaaya
Mera ang ang muskaaya
Mera ang ang muskaaya

Bin dekhe jisko pyaar karu
Gar dekhu us ko jaan bhi doon
Bin dekhe jisko pyaar karu
Gar dekhu us ko jaan bhi doon
Ek baar kaho o jaadugar
Yeh kaun sa khel rachaaya
Meraa ang ang muskaaya
Meraa ang ang muskaaya
Jaane na nazar pehachaane jigar
Ye kaun jo dil par chhaaya
Mera ang ang muskaaya
Mera ang ang muskaaya.