काफ़िर नज़र टकराई - The Indic Lyrics Database

Kafir Nazar Takrai

Lyricist - Anand Bakshi | Singer - Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Music Director - Chitragupta Shrivastava | Movie - Aadhi Raat Ke Baad | Year - 1965

Song link

View in native script

Kaafir nazar takraayi Dil ki huyi ruswaayi Huyi aankhon ki khataa Par dil ne sazaa paayi Kaafir nazar takraayi Dil ki huyi ruswaayi Huyi aankhon ki khataa Pare dil ne sazaa paayi Kaafir nazar takraayi Na wahshat na junoon thaa Ye pehle to nah yoon thaa Na wahshat na junoon thaa Ye pahle to na yoon taa Hamaare dil ka aalam Bada hi pur sukoon thaa Ghazab ho gayaa Chilman tumne sarkaayi Kaafir nazar takraayi Dil ki huyi ruswaayi Huyi aankhon ki khataa Par dil ne sazaa paayi Kaafir nazar takraayi Duhaayi hai khudaayaa Ye achhaa naam paayaa Duhaayi hai khudaayaa Ye achhaa naam paayaa Ke logon ne hamaara Taarruf yoon karaayaa Udhar dekhiye Wo baithe hain saudaayi Kaafir nazar takraayi Dil ki huyi ruswaayi Huyi aankhon ki khataa Par dil ne sazaa paayi Kaafir nazar takraayi Ye charchaa aam hogaa Sawere shaam hogaa Ye charchaa aam hogaa Sawere shaam hogaa Zamaane ke labon par Hamaara naam hogaa Lagi dhoondhne Ham ghar se nikal jaayen Kaafir nazar takraayi Dil ki huyi ruswaayi Huyi aankhon ki khataa Par dil ne sazaa paayi Kaafir nazar takraayi Dil ki huyi ruswaayi Huyi aankhon ki khataa Par dil ne sazaa paayi Kaafir nazar takraayi.