या रहमत ए आलम - The Indic Lyrics Database

Ya Rehmat E Alam

Lyricist - Muqtida Hasan Nida Fazli | Singer - Lata Mangeshkar | Music Director - Usha Khanna | Movie - Aadat Se Majboor | Year - 1982

Song link

View in native script

Allh madat sahibe kuran rasule arabi Meri muskil bhi ho aasan rasule arabi Ya rehmat e alam meri mudad ko aao Ghera hai tabahi ne tabahi se bachao Duniya fatak ek tumahara hai sahara Ye waqt musibat hai mera sath nibhao Rasule pa rasule pa rasule pa rasule pa Duniya me mere din ki pehchan tumhi ho Har dor me insan ka emaan tumhi ho Kalma hai tumahra insan jaha me Kuran hi mera hai nigabaha jaha me Dekha nahi tumsa koi rehman jaha me Kis say pe tumhara nahi ahsan jaha me Mere bhi gulisata ko fijao se bachao Ya rehmat e alam meri mudad ko aao Rasule pa rasule pa rasule pa rasule pa Majbur duao ka sahara nahi tute Umid ka daman mere hatho se na chhute Oro ke liye jan ki bazi jo laga de Aisa na ho ye shma koi aa ke bhujha de Neki ke fariste jo jaha me na rahege Allah ki har bat pe saitan hansege Zinda rahe wefa duniya me hukam sunao Ya rehmat e alam meri mudad ko aao Rasule pa rasule pa rasule pa rasule pa Takdir ko garbi se bachana hi padega Haalat ko sar apna jhukana hi padega Darbari nadi se koi khali nhi lota Is waqt mera sath nibhana hi padega Ujade hue is ghar ko bachana hi padega Ujade hue is ghar ko bachana hi padega.