आई अजल ऐ ज़िन्दगी - The Indic Lyrics Database

aa_ii ajal ai zindagii Gam kaa zamaanaa Tal gayaa

Lyricist - Zia Sarhadi | Singer - Amirbai  | Music Director - Naushad | Movie - Elan | Year - 1947

View in native script

aa haa haa

aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar

aa aa aa

aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar

gulashan me.n

gulashan me.n liye phuulo.n ke haar

aa aa aa

aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar

aa aa aa

aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar

aa haa haa

mere dil me.n bhii taazaa uma.nge.n ba.Dhii.n

aarazuuye.n ba.Dhii aur kaisii ba.Dhii.n

liye phuulo.n ke haar

aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar

aa aa aa

aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar

aa haa haa

mastii se Daalii jo yuu.N jhuum uThii.n

is mast se inakii aa.Nkhe.n la.Dii.n

aaj har phuul par

aaj har phuul par hai na_ii taazagii

ra.ng chuukhaa anokhaa hai Kushbuu na_ii

andaliibe.n pukaarii.n jyuu.N hii ye sunaa

liye phuulo.n ke haar

aa aa aa

aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar

aa haa haa

aaj phuulo.n kaa bulabul se biyaah hone ko hai

aaj thaalo.n me.n sandal aane ko hai

aaj pyaalo.n me.n ubaTan aane ko hai

aavo taraane chhe.De.n naye

aa_o miljul ke gaane gaaye.n naye

aa_o shaadii rachaaye.n shor ham sab naye

hai ye shaadii na_ii

aa_o duniyaa badalane kaa din aa gayaa

liye phuulo.n ke haar

aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar

aa aa aa

aa_ii bahaar aaj aa_ii bahaar