लाख लाख तारों की माला पहन कर - The Indic Lyrics Database

laakh laakh taaro.n kii maalaa pahan kar

Lyricist - Pradeep urf Miss Kamal | Singer - Rajkumari, Manna Dey  | Music Director -  Hari Prasanna Das, Manna Dey  | Movie - Veerangana | Year - 1947

View in native script

lo shuru huii is baar

ham me.n tum me.n taqaraar

ab mere dil kaa daaG ho tum

kuchh nahii.n gale kaa haar

sunate ho?

a : achchhaa, mai.n tere dil kaa daaG sahii

par daaG huu.N pyaaraa pyaaraa

bin daaG na degaa chaa.Nd kabhii

Tha.nDaa miiThaa ujiyaaraa

kaa.NTaa na lagaa ho phuul ke saath

to phuul hai bilakul Kaar

be : kyaa isii tarah kii hogii shuru

ham me.n tum me.n taqaraar

be : ham tum me.n hameshaa tanii rahegii

kabhii na hogaa mel

bhuule to na ho.nge abhii tumhe.n

wo baalakapan ke khel

is baar magar kuchh aisii Thanegii

laakh banaae nahii.n banegii

mil kar bhii rahe.nge alagalag

jaise paanii aur tel

a : mai.n jaake kahii.n chhup jaauu.Ngaa

aur piihuu piihuu kii bol ke bolii

dil me.n dard uThaauu.Ngaa

be : mai.n dil kaa dard miTaane

aur man kaa miit manaane

jhaT in charaNo.n me.n aana giruu.Ngii

kar ke prem pukaar

a : kyaa isii tarah kii hogii shuru

ham tum me.n taqaraar