चाँद छुपा बादल में - The Indic Lyrics Database

Chand Chupa Badal Mein

Lyricist - Mehboob | Singer - Udit Narayan and Alka Yagnik | Music Director - Ismail Darbar | Movie - Hum Dil De Chuke Sanam | Year - 1999

Song link

View in native script

Chand chupa baadal mein Sharma ke meri jaana Chand chupa baadal mein Sharma ke meri jaana.. Seene se lag ja tu Balkha ke meri jaana Gumsum sa hai, gupchup sa hai Madhosh hai, khaamosh hai Yeh sama haan yeh sama kuchh aur hai O ho ho chand chupa baadal mein Sharma ke meri jaana Seene se lag ja tu Balkha ke meri jaana Nazdeekiyan badh jaane de Arre nahi baba nahi abhi nahi nahi Yeh dooriyan mit jaane de Arre nahi baba nahi abhi nahi nahi Door se hi tum jee bhar ke dekho Tum hi kaho kaise door se dekhoon Chand ko jaise dekhta chakor hai Aye.. gumsum sa hai, gupchup sa hai Madhosh hai, khaamosh hai Yeh sama haan yeh sama kuchh aur hai O ho ho chand chupa baadal mein Sharma ke jaan-e-jaana Seene se lag ja tu Balkha ke meri jaana Aaja re aaja chanda Ke jab tak tu na aayega Sajna ke chehare ko dekhne Yeh man tarsa jaayega Na na chanda tu nahi aana tu jo aaya to Sanam sharma ke kahin chala jaaye na Aaja re aaja chanda Tu laakh duaayein paayega Na na chanda tu nahi aana Warna sanam chala jaayega Aanchal mein tu chhup jaane de Arre nahi baba, nahi baba nahi nahi nahi Zulfon mein tu kho jaane de Arre re nahi baba nahi abhi nahi nahi Pyaar to naam hai sabra ka humdam Wohi bhala bolo kaise karein hum Savan ki raah jaise dekhe mor hai Aye rehne bhi do, jaane bhi do Ab chhodo na, munh modo na Yeh sama, haan yeh sama, kuchh aur hai Aaya re aaya chanda Ab har khwaahish poori hogi Chandini raat mein har sajni Apne sajna ko dekhegi Aaya re aaya chanda Ab har khwaahish poori hogi Chandini raat mein har sajni Apne sajna ko dekhegi Aaya re aaya chanda Ab har khwaahish poori hogi Chandini raat mein har sajni Apne sajna ko dekhegi