प्यार को चाही क्या एक नज़ारी - The Indic Lyrics Database

pyaar ko chaahie kyaa ek nazar

Lyricist - Verma Malik | Singer - Asha Bhonsle, Mukesh | Music Director - Kalyanji, Anandji | Movie - Chattaan Singh | Year - 1974

View in native script

Hmm hm ek najar ek najar

Pyar ko chahiye kya ek najar ek najar
Pyar ko chahiye kya ek najar ek najar
Pyar ko chahiye kya ek najar ek najar
Der se tu mere armano ke aaine me
Der se tu mere armano ke aaine me
Bandh palke liye baithee hai mere sine me
Bandh palke liye baithee hai mere sine me
Ae meree jane haya, dekh idhar dekh idhar dekh idhar
Pyar ko chahiye kya ek najar ek najar
Pyar ko chahiye kya ek najar ek najar

Bekararo kee dawa ek najar ek najar
Bekararo kee dawa ek najar ek najar
Chain dekar jo bechain bana detee ho
Chain dekar jo bechain bana detee ho
Ho toh shabnam see magar
Ho toh shabnam see magar
Aag laga detee ho, jab miley shor uthe
Hai re dil hai jigar hai jigar
Bekararon kee dawa ek najar ek najar
Bekararon kee dawa ek najar ek najar

Dardmando kee sada ek najar ek najar
Dardmando kee sada ek najar ek najar
Shikwa bakee rahe dur gila ho jaye
Shikwa bakee rahe dur gila ho jaye
Iss tarah dekh divane ka bhala ho jaye
Chahnewalo me aa, der na kar der na kar der na kar
Dardmando kee sada ek najar ek najar
Dardmando kee sada ek najar ek najar

Ishk mange hain duwa ek najar ek najar
Ishk mange hain duwa ek najar ek najar
Khune dil se bade rukhsar kee lalee teree
Khune dil se bade rukhsar kee lalee teree
Meree aaho se palak aur ho galee teree
Meree halat pe na ja, aur sanwar aur sanwar aur sanwar
Ishk mange hain duwa ek najar ek najar
Ishk mange hain duwa ek najar ek najar

Pyar ko chahiye kya
Pyar ko chahiye kya ek najar ek najar.