Lyricist - Pt Madhur | Singer - Sham Kumar | Music Director - Naushad | Movie - Sanyasi | Year - 1945
View in native scriptsaamane galii me.n meraa ghar hai
saamane galii me.n meraa ghar hai
pataa meraa bhuul na jaanaa
ho pataa meraa bhuul na jaanaa
saamane galii me.n meraa ghar hai
o khilegii jo chaa.Ndanii
miluu.Ngii mai.n baam ? pe
ThaNDiiThaNDii saa.Ns sajan
bharuu.N tere naam pe
zaKmii jigar hai zamaane kaa Dar hai
saamane galii me.n meraa ghar hai
saamane galii me.n meraa ghar hai
pataa meraa bhuul na jaanaa
ho pataa meraa bhuul na jaanaa
saamane galii me.n meraa ghar hai