रुत रंगीली आई चाँदनी छाई - The Indic Lyrics Database

rut ra.ngiilii aa_ii 

Lyricist - Qamar Jalalabadi | Singer - Noorjehan, Zohrabai, Shamshad Begum & Chorus  | Music Director - Pt Amarnath, Husnalal & Bhagatram  | Movie - Mirza Saheban  | Year - 1947

View in native script

o

saa.Njh kii belaa

saa.Njh kii belaa jiyaa akelaa

gungungun kyaa gaaye

mai.n kha.Dii akelii

yaad kisii kii aaye aaye aaye

saa.Njh kii belaa

saa.Njh kii belaa jiyaa akelaa

gungungun kyaa gaaye

mai.n kha.Dii akelii

yaad kisii kii aaye aaye aaye

saa.Njh kii belaa

baaG me.n bha.Nware jhuum rahe hai.n

jhuum rahe hai.n

kaliyo.n ke mu.Nh chuum rahe hai.n

chuum rahe hai.n

more bha.Nware aa jaa aa jaa re

ye kalii terii kumhalaaye

haay haay

saa.Njh kii belaa

ab na piyaa mujhako tarasaavo aavo

prem sudhaa barasaa_o aavo

praan papiihaa

praan papiihaa

piyaapiyaa kar

priitam tujhe bulaaye

mo : aa

ke jise Dhuu.NDhate phirate the more nainaa

more nainaa

wo yahaa.N chhupii hai more man kii mainaa

mainaa

u : ham ruuTh gaye kuchh bhii naa baat kare.nge

baat kare.nge

mo : ham ruuThane waalo.n ke nakhare bhii sahe.nge

sahe.nge

u : tum pyaar bhare naino.n se hame.n lubhaaye

mo : ko_ii pyaar bhare hiraday me.n hame.n basaaye

u : e e e

do : e e e