ना जाना ऐ चाँद छूप ना जाना - - The Indic Lyrics Database

naa jaanaa ... ai chaa.Nd chhuup naa jaanaa 

Lyricist - Pt Madhur | Singer - Kanan Devi  | Music Director - Kamal Dasgupta | Movie - Jawab  | Year - 1942

View in native script

nain me.n kR^iShN muraarii hai.n
man ke bihaarii hai.n
prem ke pujaarii hai.n
nain me.n kR^iShN muraarii hai.n

ko : nain me.n kR^iShN muraarii hai.n
man ke bihaarii hai.n
prem ke pujaarii hai.n
nain me.n kR^iShN muraarii hai.n

zo : mohanii murat pe tan-man waaruu.N
ko : mohanii murat pe tan-man waaruu.N
waaruu.N waaruu.N
zo : aa haa haa haa
mohanii murat pe tan-man waaruu.N
piyaa-piyaa piyaa-piyaa
ko : piyaa-piyaa din-raat pukaaruu.N
pukaaruu.N
zo : matawaale matawaale
ko : matawaale
matawaale muralii kii dhun pe
ko : matawaale muralii kii dhun pe
raajaa aur bhikhaarii hai.n
ko : matawaale muralii kii dhun pe
raajaa aur bhikhaarii hai.n
har or yahii hai shor yahii hai shor
zo : kyaa

ko : nain me.n kR^iShN muraarii hai.n
man ke bihaarii hai.n
prem ke pujaarii hai.n
nain me.n kR^iShN muraarii hai.n

zo : pheruu.N aaratii re -2
( pheruu.N aaratii manamohan kii
pheruu.N aaratii re
##male## : le_uu.N balaiyaa.N in nainan kii
le_uu.N balaiyaa.N re ) -2

do : ( mohan me.n raadhaa ko dekhaa
raadhaa me.n banawaarii hai.n ) -2
har or yahii hai shor yahii hai shor
##male## : kyaa

zo : nain me.n kR^iShN muraarii hai.n
man ke bihaarii hai.n
prem ke pujaarii hai.n
nain me.n kR^iShN muraarii hai.n

ko : nain me.n kR^iShN muraarii hai.n
man ke bihaarii hai.n
prem ke pujaarii hai.n
nain me.n kR^iShN muraarii hai.n