इस दर्द की मारी दुनिया में - The Indic Lyrics Database

is dard kii maarii duniyaa me.n

Lyricist - Shakeel Badayuni | Singer - Lata  | Music Director -  Ghulam Mohammed | Movie -  Paras | Year - 1949

View in native script

jaaduu kar gaye

jaaduu kar gaye kisii ke nainaa

ke man mere bas me.n nahii.n

jaaduu kar gaye kisii ke nainaa

ke man mere bas me.n nahii.n

jaaduu kar gaye kisii ke nainaa

sapano.n me.n kho gayii mai.n

kyaa kisii kii ho gayii mai.n

sapano.n me.n kho gayii mai.n

kyaa kisii kii ho gayii mai.n

kaise ye bhed chhupaa_uu.n

ke man more bas me.n nahii.n

jaaduu kar gaye kisii ke nainaa

bi.ndiyaa lagaa_uu.ngii mai.n

mehe.ndii rachaa_uu.ngii mai.n

bi.ndiyaa lagaa_uu.ngii mai.n

mehe.ndii rachaa_uu.ngii mai.n

duur khaDii sharmaa_uu.n

ghuu.nghaT me.n musakaa_uu.n

ke man mere bas me.n nahii.n

jaaduu kar gaye kisii ke nainaa

jin nainan se nain milaaye

jin nainan se nain milaaye

unako rotaa chhoD na jaiyo

jin nainan se nain milaaye

unako rotaa chhoD na jaiyo

tumane jisame priit jagaayii

tumane jisame priit jagaayii

us manavaa ko toD na jaiyo

toD na jaiyo

tum bin chain na paa_uu.n

ke man more bas me.n nahii.n

jaaduu kar gaye kisii ke nainaa

ke man mere bas me.n nahii.n

jaaduu kar gaye kisii ke nainaa