दिन ख़ुशी का छुप गया - The Indic Lyrics Database

din Kushii kaa chhup gayaa raat Gam kii aa ga_ii

Lyricist - Rajinder Krishan | Singer - Suraiya  | Music Director - Husnlal-Bhagatram | Movie - Aaj Ki Raat  | Year - 1947

View in native script

ko : do din kii bahaar pyaare

dil me.n basaa le pyaar

do din kii bahaar do din kii

la : ahaa ahaa haa haa haa

ko : do din kii bahaar pyaare

dil me.n basaa le pyaar

do din kii bahaar do din kii

la : do din kii bahaar pyaare

do din kii ye bahaar

ko : do din kii bahaar do din kii

la : do din kii bahaar pyaare

do din kii bahaar

dil me.n basaa le pyaar balamaa

dil me.n basaa le pyaar

ko : basaa le pyaar basaa le pyaar

la : dil me.n basaa le pyaar balamaa

dil me.n basaa le pyaar

ko : do din kii bahaar pyaare

do din kii bahaar

la : dekho ye rut phir naa aayegii

dil ko naa ta.Dapaayegii

paayal kii jha.nkaar pyaare

do din kii bahaar

bhed jiyaa ke chhailaa

kaise kahuu.N

baabuu kaise kahuu.N

haay o rasiyaa kaise kahuu.N

ko : hoy kaise kahuu.N

re baabuu kaise kahuu.N

re chhailaa kaise kahuu.N

la : mere ho.NTho.n par jo gaanaa hai

har dil kaa afasaanaa hai

sun lo zaraa sarakaar pyaare

do din kii bahaar

giit anokhe gaa_uu.N

tere liye

o saajan tere liye

haay o baalam tere liye

ko : hoy tere liye

re baabuu tere liye

re chhailaa tere liye

la : mere sa.ngsa.ng tuu bhii gaataa jaa

dil kaa saaz bajaataa jaa

dekh naa kar inakaar pyaare

do din kii bahaar

ko : dil me.n basaa le pyaar

balamaa dil me.n basaa le pyaar