बता दो राम गये किस ओर - The Indic Lyrics Database

bataa do raam gaye kis or

Lyricist - Balam | Singer - Shahu Modak | Music Director - Shankar Rao Vyas  | Movie - Bharat Milap  | Year - 1942

View in native script

gmd:

bha.nvaro, naa tab tak ha.Nsanaa re

jab tak naa kaliyaa.N ha.ns de.n

za:

kyuu.N pa.nchhii shor machaate

kyuu.N priit giit ye gaate

papiihaa naa pii pii kahanaa re

jab tak naa koyaliyaa ha.ns de

gmd:

ham unake ghar pe aaye.n

wo hame.n dekh chhup jaaye.n

ai paa.nv , na tum thak jaanaa re

jab tak naa galiyaa.N ha.ns de.n

za:

meraa man ruuThaa jaa_e

ko_ii.n kyuu.N hame.n manaa_e

maa.njhii naa khenaa naiyaa re

jab tak naa nadiyaa ha.ns de

gmd:

man chhiinaa duurii duurii

ye kaisii hai majabuurii

saavan aise ha.ns degaa

saavan aise ha.ns degaa re

jab tak naa chi.Diyaa.N ha.ns de.n

za:

o ho ga_ii jiit tumhaarii

aakhir mai.n, aakhir mai.n tum se haarii

ab aashaa_o.n se kah do

ab aashaa_o.n se kah do re

ban kar dulhaniyaa ha.ns de

both:

ha.ns ha.ns kar haa haa

ha.ns ha.ns kar ham the roye

ro ro kar ham the khoye

bhuule se man ko kah do

bhuule se man ko kah do re

ab bhiigii a.nkhiyaa.N ha.ns de.n