माटी का बुत भा गया - The Indic Lyrics Database

maaTii kaa but bhaa gayaa dil hii to hai aa gayaa 

Lyricist - D N Madhok | Singer - Suraiya, Mukesh  | Music Director - Govind Ram  | Movie - Do Dil  | Year - 1947

View in native script

mai.n bha.Nvaraa tuu hai phuul ye din mat bhuul

javaanii lauT ke aa_e naa

sha : man gaa_e tere giit basaa kar priit

mohe kuchh tujh bin bhaa_e naa

mu : tuu suuraj mai.n ujiyaaraa

hai ab jiivan bhar kaa mel

suno jii priit nahii.n hai khel

sha : yah jiivan mujhako pyaaraa

ji_uu.N mai.n duniyaa ke dukh jhel

o priitam aag se kheluu.N khel

mu : is dil kii hai dil se laag khule hai.n bhaag

ye duniyaa hamako sataa_e naa

do : mai.n bha.Nvaraa tuu hai

sha : tuu meraa hai mai.n terii

saajan mai.n raadhaa tuu shyaam

japuu.N mai.n haradam teraa naam

mu : mai.n teraa huu.N tuu merii

chale.nge priit kaa daaman thaam

hame.n duniyaa se nahii.n hai kaam

sha : bedard hai yah sa.nsaar chale.n us paar

jahaa.N dukh bhuul ke jaa_e naa

do : mai.n bha.Nvaraa tuu hai