एक परदेसी मेरा दिल - The Indic Lyrics Database

Ek Pardesi Mera Dil

Lyricist - Qumar Jalalabadi | Singer - Asha Bhosle, Md. Rafi | Music Director - O. P. Naiyyar | Movie - Phagun | Year - 1958

Song link

View in native script

Hmm.. hmm.. humm.. Mmm.. mmm.. mmm.. mmm.. Ek pyar ka nagma hai Maujon ke ravaani hai Ek pyar ka nagma hai Maujon ke ravaani hai Zindagi or kuch bhi nahin Teri meri kahaani hai Ek pyar ka nagma hai Maujon ke ravaani hai Zindagi or kuch bhi nahin Teri meri kahaani hai Ek pyar ka nagma hai Laa laa laa.. Laa laa laa.. Kuch paakar khona hai Kuch khokar paana hai Jeevan ka matlab to aana or jaana hai Do pal ke jeevan se ek umar churaani hai Zindagi aur kuch bhi nahin Teri meri kahaani hai Ek pyar ka nagma hai Tu dhaar hai nadiya ki Main tera kinaara hoon Tu mera sahaara hai Main tera sahaara hoon Aankhon mein samandar hai Aashaaon ka paani hai Zindagi aur kuch bhi nahin Teri meri kahaani hai Ek pyar ka nagma hai Toofaan to aana hai Aakar chale jaana hai Baadal hai yeh kuch pal ka Chaakar dhal jaana hai Parchaaniyan reh jaati Reh jaati nishaani hai Zindagi aur kuch bhi nahin Teri meri kahaani hai Ek pyaar ka nagma hai Maujon ke ravaani hai Zindagi aur kuch bhi nahin Teri meri kahaani hai Ek pyaar ka nagma hai