आँखें तो हुई बन्द मगर, दर्द जगाये - The Indic Lyrics Database

aa.Nkhe.n to hu_ii band magar dard jagaaye

Lyricist - G S Nepali | Singer - Ashok Kumar  | Music Director - Hariprasanna Das  | Movie - Begum | Year - 1945

View in native script

aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa

merii kahaanii sun jaa apanii sunaa jaa

aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa

biga.Dii hai qismat jiiwan hai phiikaa

jiiwan hai phiikaa

aa tujhase kah duu.N dukh apane jii kaa

o dam bhar ko aa ke merii biga.Dii banaa jaa

aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa

merii kahaanii sun jaa apanii sunaa jaa

aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa

is dil ko duniyaa ta.Dapaa rahii hai

ta.Dapaa rahii hai

aise me.n terii yaad aa rahii hai

o aa aur aa ke mujhe Gam se chhu.Daa jaa

aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa

merii kahaanii sun jaa apanii sunaa jaa

aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa

chho.De naa duniyaa diiwaanaa kar ke

diiwaanaa kar ke

jiinaa bhii ko_ii jiinaa hai mar ke

o haay mai.n kaise jiyuu.N ye to bataa jaa

aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa

merii kahaanii sun jaa apanii sunaa jaa

aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa