ख़ुशियां मनाएं क्यों न हम, हम किसी से क्यों डरें - The Indic Lyrics Database

Kushiyaa.N manaaye.n kyuu.N naa ham .. qisamat hamaare saath hai 

Lyricist - P L Santoshi | Singer - Shamshad, Mohantara, Lata, Chorus/ Chitalkar, Rafi, G M Sajan, Chorus  | Music Director - C Ramchandra | Movie - Khidki | Year - 1948

View in native script

kyaa mil gayaa bhagavaan tumhe.n dil ko dukhaake

aramAno.n kI nagarI me.n merI aag lagaake

kyA mil gayaa

ham soch rahe the kabhI dil dil se mile.nge

jIvan me.n mohabbat ke kabhI phuul khile.nge

ye kyaa thI khabar tum ko nA aaegii dayA bhI

rakh doge kisii din merI duniyaa ko miTaake

aramAno.n kii nagarii

aakaash hii dushman nahii.n, dushman hai zamii.n bhI

dukh ke maare to nahii.n, chain kahii.n bhI

is jiine se ab maut hii aajaaye to achchhaa

jab chhUT gayaa haath unakaa mere hAtho.n me.n aake

aramAno.n kii nagarii

maaluum nA thA khaaq me.n mil jaaye.nge ek dil

khud apanii hii ham aag me.n jal jaae.nge ek dil

tumase to ye ummiid nA thI jal ke khevayyaa

naiyyaa ko Dubo doge kinaare pe laake

aramAno.n kii nagarii